
Waqt Shayari in Hindi, Bura Waqt Shayari, 2 line Waqt Shayari
Adhuri Hasrate has a collection of Waqt Shayari in Hindi, waqt shayari 2 lines, waqt or kismat shayri, hindi shayari waqt nahi, guzra waqt shayari in hindi, mushkil waqt shayari, waqt ke sath badalna shayari in hindi, bura waqt shayari. Here is the list:

इतनी जल्दी हार मत मान जिंदगी से,
आज वक़्त बुरा है तो कल अच्छा भी होगा !!
Itni Jaldi Haar Mat Maan Jindagi Se,
Aaj Waqt Bura Hai To Kal Achha Bhi Hoga !!

वक़्त ने भी हमारा अजीब शिकार किया है;
कुछ भी नहीं छोड़, हर तरफ से वार किया है !!
Waqt Ne Bhi Hamara Ajeeb Shikaar Kiya Hai;
Kuch Bhi Nahi Chhoda, Har Taraf Se Waar Kiya Hai !!

यूं वक़्त को बर्बाद न किया कर,
गर वक़्त चाहे तो तुझे बर्बाद कर देगा !!
Yun Waqt Ko Barbaad Na Kiya Kar,
Gar Waqt Chahe To Tujhe Barbaad Kar Dega !!

मैंने खर्च कर दिया वक़्त अपना
पैसे कमाने में,
बात जब पैसे खर्च करने की
आई तो वक़्त ही नही मिला !!
Maine Kharch Kar Diya Waqt Apna
Paise Kamane Me,
Baat Jab Paise Kharch Karne Ki
Aayi To Waqt Hi Nahi Mila !!
Dar Nahi Lagta…

डर नहीं लगता मुझे इस रात के अंधेरे से,
ये तो वक़्त की पाबंद है, ढल ही जाएगी !!
Dar Nahi Lagta Mujhe Iss Raat Ke Andhere Se;
Ye To Waqt Ki Paband Hai, Dhal Hi Jayegi !!

किसी के सपने किसी का प्यार पूरा न हो,
इंसान का वक़्त इतना भी बुरा न हो !!
Kisi Ke Sapne Kisi Ka Pyaar Pura Na Ho,
Insaan Ka Waqt Itna Bhi Bura Na Ho !!

दिल खोल कर हंसना तो मैं भी चाहता था
जिम्मेदारियों के बीच कभी वक़्त ही नही मिला !!
Dil Khol Kar Hansna To Mai Bhi Chahta Tha,
Jimmedaariyon Ke Bich Kabhi Waqt Hi Nahi Mila !!

कभी खिलाफ़ तो कभी साथ होता है,
इंसान की बर्बादी में वक़्त का भी हाथ होता है !!
Kabhi Khilaaf To Kabhi Sath Hota Hai,
Insaan Ki Barbadi Me Waqt Ka Bhi Hath Hota Hai !!

दोनों ने ही मिल कर मुझे बर्बाद किया,
वक़्त और तक़दीर की क्या खूब सांझेदारी रही !!
Dono Ne Hi Mil Kar Mujhe Barbad Kiya,
Waqt Aur Taqdeer Ki Kya Khoob Sanjhedaari Rahi !!

वक़्त – वक़्त की बात है,
किसी को बदनामी मिलती है तो किसी को सलामी !!
Waqt – Waqt Ki Baat Hai,
Kisi Ko Badnami Milti Hai To Kisi Ko Salami !!

वक़्त मिले गर तो थोड़ा हिसाब
भी कर देना ऐ जिंदगी,
ये बिना पगार की नौकरी अब
मुझसे नहीं होगी !!
Waqt Mile Gar To Thoda Hisaab
Bhi Kar Dena Ae Zindagi,
Ye Bina Pagaar Ki Naukari Ab
Mujhse Nahi Hogi !!

वक़्त का बोझ तब बढ़ जाता है,
जब इंतज़ार किसी का सिद्दत से होता है !!
Waqt Ka Bojh Tb Badh Jata Hai,
Jb Intazar Kisi Ka Siddat Se Hota Hai !!
Ye Waqt-Be-Waqt Ki Baat Hai…

ये वक़्त-बे-वक़्त की बात है, हम नादान
हुआ करते थे कभी; वक़्त का पहिया कुछ
ऐसा चला कि ये नादानियाँ कब ज़िम्मेदारी
बन गयी, पता ही न चला !!
Ye Waqt-be-waqt Ki Baat Hai, Hum Nadan
Hua Krte The Kbhi; Waqt Ka Pahiya Kuch
Aisa Chala Ki Ye Nadaniya Kab Zimmedari
Ban Gayi, Pata Hi Na Chala !!

वक़्त का चक्रव्यूह किसने झेला है,
जो जित गया इस जीवन में , वही सही खेल खेला है !!
Waqt Ka Chakrvuh Kisne Jhela Hai,
Jo Jit Gya Is Jivan Me , Wahi Sahi Khel Khela Hai !!

सोचा वक़्त से कुछ सौदे कर लूं,
मुझे क्या पता था की उसकी कीमत
बचपन की नादानियां होगी !!
Socha Waqt Se Kuch Saude Kar Loon,
Mujhe Kya Pata Tha Ki Uski Kimat
Bachapan Ki Nadaniyon Se Hogi !!

वक़्त की क़द्र हम तब तक नहीं करते,
जब तक वक़्त हमें पीछे न छोड़ दे !!
Waqt Ki Kadra Hum Tab Tak Nahi Karte,
Jab Tak Waqt Hame Piche Na Chhod De !!

वक़्त का एक अलग ही दस्तूर है,
जिसे दिलों -जान से चाहा, वही सबसे दूर है !!
Waqt Ka Ek Alag Hi Dastoor Hai,
Jise Dilo Jaan Se Chaha, Wahi Sbse Door Hai !!

घड़ी के सुई के जैसी हो गई है ज़िन्दगी,
रुकना कहा है, पता ही नहीं !!
Ghadi Ke Sui Ke Jaisi Ho Gai Hai Zindagi,
Rukana Kaha Hai, Pata Hi Nhin !!
Ankh Meri Bhar Aayi…

वक़्त की सितम कुछ ऐसी छाई,
दूर गए वो और आँख मेरी भर आई !!
Waqt Ki Sitam Kuch Aisi Chhai,
Dur Gaye Wo Or Aankh Meri Bhar Aai !!

इंसान और वक़्त दोनों एक सामान है,
बदलना भी ज़रूरी है और चलना भी !!
Insaan Or Waqt Dono Ek Saman Hai,
Badlna Bhi Zaruri Hai Or Chalna Bhi !!

वक़्त की चोट मैंने कुछ इस कदर खाई,
न रहे वो मेरे कभी, फिर भी उनको मेरी दुहाई !!
Waqt Ki Chot Maine Kuch Is Kadar Khai Hai,
Na Rhe Wo Mere Kbhi, Fir Bhi Unko Meri Duhai !!

कह दो उनहें के वो वक़्त-बे-वक़्त याद न आये,
आये जो करीब मेरे , तो फिर दूर न जाये !!
Kah Do Unhein Ke Wo Waqt-be-waqt Yaad Na Aaye,
Aaye Jo Karib Mere , To Fir Dur Na Jaye !!
Read More:
Read more shayari from our Instagram Page @adhurihasrate
Leave a Reply